• Tarjuma e Quran
  • Tafseer e Quran
  • Bayanaat
  • Shoubajaat
  • Zoom Meeting
  • News & Events
  • Contact

Live Suniye! Tafseer / Mahana Islahe Bayan / Hajj Tarbiyat

Live Broadcast

Tafseer e Quran

Tafseer-e-Quran Ruku ba Ruku Samajhna Aasan muqarar Mufti Muhammad Naeem Abdullah Asa’adi murawveja rusoomat, mulhidana afkar o nazaryat aur mujooda haalat Ayat-e-Qurani aur Ahadees-e-RasoolULLAH (SAW) aur aamaal Sahaba(RA) ky roshni mein.

LEARN MORE

SHOUBAJAAT

Quran Kareem

Allah (SWT) is kitab (Quran) kay zareay say buhut se qoomo ko buland kerta hai aur buhut so ko past. B (Muslim).

Dars e Nizami

Allah (SWT) iman iman walo me say un logo ke jin ko ilm e deen ata hoa hay darjay buland fermata hai (Al-Quran; Mujadilah;para 28)

Taleem e Balighan

Allah (SWT) jis banday kay sath bhalai ka iraada farmatay hai us ko deen ka ilm ata ker daitay hai (Bukhari,Muslim)

Tasawwuf

Allah (SWT) ko bakasrat yaad kertay raho ta kay tum falah pao(Al-Quran;Surah Jummah;parah 28)

Takreem e Quran

Quran kareem ki takreem aur us ki hifazat bhe dunya aur akhirat me darjaat ki bulani ka sabab hai

Taqseem Gosht

Aur jo cheez tum mawaqay ilaahi mein kharch karo gay so woh Allah us ka aiwaz day ga (Surah Saba,Para 22)

Islah e Mashra

Allah (SWT) nay farmaya Aap (SAW) apnay rab ki rah ki taraf Ilm ki baton aur achi naseehaton kay zareay bulaiay (Surah Nahl; Parah 14)

Tarteeb Hajj o Umrah

Allah nay farmaya kay jo loog BaitULLAH tak janay ke Istata’at rakhtay ho un per Hajj kerna Allah ka Haq Hai (Surah Al Imran,Parah 4)
CONTACT US

Bayanaat

Allah (Subhanaho wa Taa la) nay Quran Kareem me farmaya Qasam hai zamanay ki insaan bary khasaary mein hai (bawajah tazea e Umer)mager jo log eeman lae aur unho nay achay kaam keay aur ek dosray ko naseehat kertay hain haq kay mutaaliq aur naseehat kartay hai sabar kay mutaaliq (Surah Asr, Parah 30)

LEARN MORE

About Us

Al-Madni trust ek aisa deeni idara hai jo k awam un naas ki Quran o Hadees ki roshni me deen o dunya kay her shoubay me rehnumai kerta hai. Al Madni ka maqsad aisay log tayaar kerna jokay Ilm, Taqwa aur ikhlaas kay sath deen e Islam ki hifazat, asha’at, aur ummat e muslima ki Sirate-e-Mustaqeem ki taraf rehnumai kertay hon. Is kay ilawa musalmanoo ko mulhidana nazaryat say bachanay ki koshish kerna.

Recent Post

  • 29 Ramazan 1442 – Surah-e-Al Hujjurat_B May 20, 2021
  • 28 Ramazan 1442 – Surah-e-Al Hujjurat_A May 20, 2021
  • 27 Ramazan 1442 – Surah-e-Al Nisa_E May 20, 2021

Contacts

Madrasa Riaz ul Jannah, L-230, Sector 11-C/1, North Karachi, Pakistan
+ 92 321 2419103
info@almadni.org

© 2014 All rights reserved. Powered by Kreative Worx

  • Live
  • News & Events
  • Contact